Lata Mangeshkar — Paroles et traduction des paroles de la chanson Duniya Ne Teri Duniya Wale
La page contient les paroles et la traduction française de la chanson « Duniya Ne Teri Duniya Wale » de Lata Mangeshkar.
Paroles
duniya ne teri duniya wale
sukh chain hamara cheen liya
pehale to basaayi dil mein khushi
phir dil ka sahara chheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
kya kaam hamein ab jeene se marne ki duaayen kyon na karen
toofaan mein kashti aan phansi
maujon ne kinara cheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
aye gam ki ghata ja aur kahi
ab paas hamare kuch bhi nahi
chamkaya tha jisne kismat ko tuney woh sitara cheen liya
duniya ne teri duniya wale …
Traduction des paroles
duniya ne teri duniya wale
sukh chaîne hamara cheen liya
pehale à basaayi dil Mein khushi
phir Dil Ka sahara chheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
kya kaam hamein ab Jeene se marne ki duaayen kyon na karen
toofaan mein kashti aan phansi
maujon ne kinara cheen liya
duniya ne teri duniya vaale …
aye GAM ki ghata ja AUR kahi
ab aap hamare kuch bhi nahi
chamkaya tha Jisne Kismat ko tuney woh sitara cheen liya
duniya ne teri duniya wale …